Kaise bhula doon main teri yaad,
Ab to mumkin nahi bhulana teri yaad,
Kabhi the diwaane hum tere naam ke,
Aaj teri chahat ne humein kiya barbad..