Koi rishta naya ya purana nahi hota,
Zindagi ka harpal suhana nahi hota,
juda hona to kismat ki baat hai,
Par judai ka matlab bhulana nahi hota...