Pyar ne ye kaise tofha diya,
Mujhko gamo ne pathar bana diya,
Teri yaadon me hi kat gai ye umar,
Kehta raha tujhe kabka bhula diya...